Surmai Shaam lyrics in Hindi from the movie Lekin sung by Suresh Wadkar. This evergreen song is written by Gulzar and the music is composed by Hridaynath Mangeshkar. Starring Vinod Khanna, Dimple Kapadia and Hema Malini.
सुरमई शाम इस तरह आये
सांस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमई शाम इस तरह आये
सांस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमई शाम
कोई आहट नहीं बदन की कहीं
फिर भी लगता है तू यहीं है कहीं
कोई आहट नहीं बदन की कहीं
फिर भी लगता है तू यहीं है कहीं
वक्त जाता सुनाई देता है
तेरा साया दिखाई देता है
जैसे खुशबू नज़र से छू जाये
जैसे खुशबू नज़र से छू जाये
सांस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमई शाम
दिन का जो भी पहर गुजरता है
कोई एहसान सा उतरता है
दिन का जो भी पहर गुजरता है
कोई एहसान सा उतरता है
वक्त के पांव देखता हूँ मैं
रोज़ ये छाँव देखता हूँ मैं
आये जैसे कोई ख्याल आये
आये जैसे कोई ख्याल आये
सांस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमई शाम इस तरह आये
सांस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमई शाम
Surmai shaam is tarah aaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmai shaam is tarah aaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmai shaam
Koi Aahat nahi badan ki kahin
Phir bhi lagta hai tu yahi hai kahin
Koi Aahat nahi badan ki kahin
Phir bhi lagta hai tu yahi hai kahin
Waqt jata sunai deta hai
Tera saaya dikhai deta hai
Jaise khushboo nazar se chhu jaaye
Jaise khushboo nazar se chhu jaaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmai shaam
Din ka jo bhi pahar gujarta hai
Koi ehsaan sa utarta hai
Din ka jo bhi pehar gujarta hai
Koi ehsaan sa utarta hai
Waqt ke paanv dekhta hun main
Roz ye chhawn dekhta hun main
Aaye jaise koyi khayal aaye
Aaye jaise koyi khayal aaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmai shaam is tarah aaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmai shaam