Jaan Hai Meri Lyrics from Radhe Shyam is new released Hindi song in sung by Amaal Mallik who has also created its music. Jaan Hai Meri song lyrics are penned by Rashmi Virag. Jaan Hai Meri (Radhe Shyam) lyrics and video is released by T-Series.
Jaan Hai Meri Lyrics
Aaye the is tarah se tum
Jaise koyi ho khaab naya
Bas yaadein reh gayin dekho
Hum mein tum mein jo tha na raha
Haan poochhta hoon main khud se
Door kyun raha tujhse
Jaate jaate sun le tu zara
Labon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meri
Labon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meri
Tujhko apna kabhi
Kehne se pehle socha nahi
Khaab mein bhi tera
Dil tod paaya nahi
Maine yeh zindagi
Tere hi naam likh di meri
Kismaton se tujhe
Par jod paaya nahi
Ho poochhta hoon main khud se
Aur kya kahun tumse
Jo tujhe bana de bas mera
Labon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meri
Jis din yeh tujhe bhool gaya
Us din tham jayega
Yeh dil kuchh na kar payega
Na ek pal bhi jee payega
Meri tarah tujhko jab ek din
Ho hi jayega
Ishq tab samajh mein aayega
Tu khud ko rok na payega
Aaoge ek din chal ke
Meri raahon pe tum dekhna
Ho dhadkanon ko saanson ko
In akeli raaton ko
Intezaar kabse hai tera
Labon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meri
Labon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meri
Jaan Hai Meri – Radhe Shyam Video
Jaan Hai Meri Song Detail
Film/Album: Radhe Shyam
Lyrics by: Rashmi Virag
Singer: Amaal Mallik
Composer: Amaal Mallik