Kya khabar kya pata
Kya khushi hai, gham hai kya
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai, gham hai kya
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai, gham hai kya
Leke aansu jo hasi de
Gham ke badle jo khushi de
Raaz ye jaana usi ne
Zindagi kya hai, zindagi
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai, gham hai kya
Aa aa aa
Kal ki baatein bhool ja
Guzri raatein bhool ja
Khwaab jo sach ho sake na
Unki yaadein bhool ja
Kal ki baatein bhool ja
Guzri raatein bhool ja
Khwaab jo sach ho sake na
Unki yaadein bhool ja
Jo na haare bebasi se
Na kare shikwa kisi se
Raaz ye jaana usi ne
Zindagi kya hai, zindagi
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai, gham hai kya
Aa aa aa
Aa aa aa
Apne dil ka dard ye
Umra bhar haskar piye
Jeena uska jeena hai jo
Aurono ki khaatir jiye
Apne dil ka dard ye
Umra bhar haskar piye
Jeena uska jeena hai jo
Aurono ki khaatir jiye
Kaam le zindadili se
Yun hi khele zindagi se
Raaz ye jaana usi ne
Zindagi kya hai, zindagi
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai, gham hai kya
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai, gham hai kya
Leke aansu jo hasi de
Gham ke badle jo khushi de
Raaz ye jaana usi ne
Zindagi kya hai, zindagi
Kya khabar kya pata
Kya khushi hai, gham hai kya