Theek hu main, theekh hu mei
Woh milti ek pal
Aur pal do pal mein chali jaati
Nazar nahi milti thi
Ab dil ko wo nazar nahi aati
Tu milti thi toh dil ko tha sukoon
Ab hai zara nahi, kalam ye likhta toh
Yeh dil ko dhadkan hai zara si
Tu zindagi thi
Zindagi se kaafi tha khafa main
Ab jo baat karta usme
Tujhko dhoondhta main
Sukoon se jeene ka tha mauka
Jisko kho chuka main
Logon ko chhodo
Yaadon ko hi poochta main
Tu nahi toh kyun
Yeh dil bhi nahi maanta?
Aashiqui ka matlab
Tune hi sikhaya tha
Tu bhi toh jaane
Kitna pyar tujhse karta hoon main
Nahi hai saath tu
Par muskurata dikhta hoon main
Theek hu main, theek hu mei
Akela apni dhun mein
Zindagi jiyun main
Afsos hai dil mein
Phir bhi kuch nahi kahun main
Asal ka aashiq hoon bro
Aashiqui karun main
Theek hu main theekh hu mei
Akela apni dhun mein
Zindagi jiyun main
Afsos hai dil mein
Phir bhi kuch nahi kahun main
Asal ka aashiq hoon bro
Aashiqui karun main
Tanha raahon pe
Sirf yaadon ka hisab hai
Kitaab likh doon
Tere baare bemisal main
Khoya main kitna kuch
Par phir bhi na malaal hai
Yeh duniya jaanti nahi
Hoon main kis haal mein
Sath hai toh bas
Bache hain kuch yaad tere
Saare sawalon ka aaya hoon
Main hisaab dene
Tere yaadon ne
Meri neend liye chheen
So jao toh bhi mujhe
Aate hain bas khwab tere
Behka dil yeh tujhpe
De diya saza main khud ko
Na saath rehna tha toh
Kar diya azaad tumko
Azaab hai yeh
Poora ho na paya arzoo
Koyi puchhta hai toh phir
Deta hun jawaab unko
Theek hu main, theek hu main
Akela apni dhun mein
Zindagi jiyun main
Afsos hai dil mein
Phir bhi kuch nahi kahun main
Asal ka aashiq hoon bro
Aashiqui karun
Theek hu mei theek hu mei
Akela apni dhun mein
Zindagi jiyun main
Afsos hai dil mein
Phir bhi kuch nahi kahun main
Asal ka aashiq hoon bro
Aashiqui karun main
Thik hoon main thik hoon main
Akela apni dhun mein
Zindagi jiyun main
Afsos hai dil mein
Phir bhi kuch nahi kahun main
Asal ka aashiq hoon bro
Aashiqui karun