[ad_1]
Jo sab logon se milte
Apun waiso se nahi milte
Ye khareedne chale sukoon
Jo paiso se ni milte
Jo aas rakhe auron pe aur hustle kare
Iske beta pani diye bina phool
Vaise bhi ni khilte beta loyal reh
Waise bhi ye dunia dissloyal hai
Das liya asli ko kon kaise azmaaye bey
Diss diya uda inki maa meri maa hai bey
Gaali kiya mute aakhirat ki parwaah ae bey
Mujhe jawab dena usey
Galat hai toh galat hai maanta hoon
Haraam hai bey music
Ye rap sare nakli wale 700 wale blue tick
Yeh nakli brand utha re jaake andheri ki booting
Flow har baar unique mere gaane ki hai shooting
Main busy rap busy hoon busy laane mein new thing
Beef matlab war tu jaise valadmir putin
Haan 60 killo wazan 120 gram protien
Roz ka hai intake han roz ka hai routine
Dost kahan hai tere mere dost yahan hai do teen
Smoke chahiye inhe toh fir minta kr raha smoking
Han smoke chahiye inhe toh fir sumit de raha do teen
Bahut kuch dil mein hai par keh ni raha main
Boht kuch dil mein hai par keh ni raha main
Boht kuch dil mein hai par keh ni raha main
Boht kuch dil mein hai hum keh ni paye
Bahut kuch boht kuch boht kuch boht kuch
Bahut kuch dil mein hum keh ni paye
Sabke saamane proof kiya bhagwan ne mujhe choose kiya
Sambhalne wala kon yeh duniya zalim mehsoos kiya
Ab aane wala waqt sab aake boley tu bhool gaya
Samjhaun kaise sab dabake baatein main door gaya
I ain’t playing aise chaale kiye kam
Tu na jaane kiya maine tere baare gam
Screaming my name mere fans number one
Saare ops playing games but they never gonna work
Kyunki inki baaton mein na sach
Everybody faking it nobody I can trust
Lagta inko shaane mein dikha doon where I am from
Stop playing let me show you how we do it
Bahut kuch dil mein hai par keh ni paaye
Boht kuch dil mein hai par keh ni raha main
Boht kuch dil mein hai par keh ni rha main
Boht kuch dil mein hai hum keh ni paye
Boht kuch boht kuch boht kuch boht kuch
Boht kuch dil mein ham keh ni paye
Main versetile kyunki music mere soul mein
Aur waise style mera maaloom hai na bombay
Aur rehta main busy to uthata nahi phone mein
Itne saare zakhm jaise liya loan main
Chukaao kaise haan jab pyaar unse mila nahi
Mile bahut par koi mere jaisa mila nahi
Upar jaate to ye duniya aati giraane
Haan kaun aaya upar jo life mein kabhi gira nahi
Shukriyada karun jitna mila kam nahi
Jo hai aaj kya pata rahega kal nahi
Karta dua kabhi aaye na bas ghamand nahi
Bahut kuch hai kehna par kehne ka mann nahi
[ad_2]